Posts

Showing posts from August, 2020

The Key To Success

Image
 There is something in all of us that makes us capable of achieving great things. Something that drives progress and motivates us through difficult times. It keeps us in balance in every aspect of our lives. Not everyone believes they have it, the truth is, they simply haven’t discovered it yet. If you have the right mindset; believing that you can get better at something and allow your interests to develop over your lifetime. Then, it is possible to get passionate about something. Create your life by living it. You can not expect to find your passion, put yourself out there and passion will find you. Sounds easy, though, with the uncertainty in employment, fear can be more of a motivator to stay in one job than taking the risk towards making positive changes. It doesn’t matter if you have never done the job before or if you’re not very good at it, as long as you’re interested in it, passion will find you. Nelson Mandela’s words of wisdom “There is no passion to be found playing small,

Motivation

Image
Motivation is the desire to act in service of a goal. It’s the crucial element in setting and attaining one’s objectives and research shows that people can influence their own levels of motivation and self-control. Motivation is a powerful, yet tricky beast. Sometimes it is really easy to get motivated, and you find yourself wrapped up in a whirlwind of excitement. Other times, it is nearly impossible to figure out how to motivate yourself and you’re trapped in a death spiral of procrastination.  Motivation can have many sources, and often people have multiple motives for engaging in any one behavior. Motivation might be extrinsic, whereby a person is inspired by outside forces—other people or events that transpire. Motivation can also be intrinsic, whereby the inspiration comes from within a person—the desire to improve at a certain activity.  Intrinsic motivation tends to push people more forcefully, and the accomplishments are more fulfilling.    How Do You Start Working on a Goal?

How to earn money online

Assalam-o-alaikum dear friends, Aj me apko btaunga Online kese kamaya jaa skta hai Aik to Hum online blogspot k zariye kamaa skte hen jo k Kaafi log jaante bi hain ye Aik boht Acha or easy tareeqa hai online earning ka magr is me Time boht lgta hai paese earn krne k lye, To islye me Apko btane jaarha hn aik Aasaan or Quick treeqa online earning ka. Ap Wowapp k zariye online earning krskte hain, Hi! Please join me on WowApp. Visit my personal page at https://wowapp.com/w/mehran13 and see what it is all about. Thank you. Is link pr click krke Join kren myjhe or apna wowapp pe account bnaiye or Mazeed derail mujhse wowapp pr len mujhe join krne k baad, Is app se ap browsing krke b kamaa skte hain, chatting k bi apko paese milrnge or mazay ki baat ye hai k ap games khel k bi kmaa skte hen is app k zariye, Agr Ap chaahen to apne kamaaye paese Donate b krskte hen or unko apne Bank accounts ya mobile credit pe transfer b krwa skte hain, To Join kren Mujhe or Wowapp se paese kamaayen ji

Kamiyaabi Qismat Aur Mehnat

Assalam-o-alaikum Dear Friends Aj ka mera topic hai Kamiyaabi Qismat or Mehnat.. Kaafi Logon ka kehna hai k Kamiyaabi Mehnat se milti hai or wese hi Kaafi log ye b kehte hain k Kamiyaabi Qismat se milti hai, Hum logon k zehan me ye soch bithaa di gai hai k Kamyabi k lye Qismat zaroori hai, Luck is everything magar haqeeqat me aesa kuch bi nahi hai, Kamiyaabi ka qismat se koi taaluq nahi. Kamyabi agr Qismat se milti to scientist research krna chorr detay, Taalib-e-Ilm kitaaben parhna chorr detay, Log kabhi Chaand tak pohchne me kamyaab na ho paate or kbhi ye Pakistan wajood me na aa pata, Log chaand pr pohchne me kamyaab hue wajah qismat nhi mehnat thi, Science ne itni taraqi ki wajah qismat nahi mehnat thi, Pakistan 14 august 1947 ko dunya k naqshe pe aaya iski wajah koi qismat, muqqadar ya haath ki lakeeren nhi blke Tehreeke pakistan me shaamil logon ki mehnat, mehnat or sirf mehnat thi, Agr Kamiyabi mehnat se nhi qismat se milti to Toofano me samundar ki moajon se saamna karne walay

Mujhe Kya Sochna Chaahye?

Mujhe kia sochna chahiye? Ap wo hi kuch soch sakte hen jo Ap karna chahte hen. Jo ap sochte hen wo ap kar sakte hen, jo ap soch nahi sakte wo ap kar nahi sakte. Jo kuch ap apne mutaliq sochte hen wohi apki haqiqat haj jaata hai. Hum sab apni zaat k andar 1 tasweer rakhte hen jo hmari zindagi ki taeen krke wohi kuch humen bana deti hai. Ye tasweer hmari zaat k andar kese banti hai?  Jab se Ap paeda huwe hen Ap ne beshumar baten suni hen, Aqaaida or Fakhar Guroor bhi apke mahol me mojood tha. Ap k pas in cheezon ya baaton k intkhab ka koi raasta na tha, Ap ne wohi kuch qabool kr lia jo apke mutaliq kaha gaya. Jab apko barhon se sakht qism jumlay sun'na parre jis se ap aazarda huwe. Apke mutaliq jo kuch b kaha gaya wo sab sach na tha Lekin apke pas aesi tanqeed se bachne ka koi raasta na tha. Agar apko kisi barre ne kaha k Ap ye kaam nahi krskte to us waqt apko manfi hukkam se roqa gaya, jab k ap wo kam kr skte the. Ap k zehan k anrar ye baat beth gai k Ap wo kaam kar hi nahi s

Ap boht ahem shaksiyat hain

hud ko pehchaniye or tasleem kijye. Ap boht hi ahem shaksiyat hain, Ap bemisaal hain, Ap jesa koi nahi, Ap takhliqi shaksiyat hain, Ap me bepanah salahiyaten hain, Ab ap ne apni behtreen shaksiyat ko pehcuan liya hai. Kia Ap ne ooper k Alfaaz ki ahmiyat ko mehsoos kia? Inko dobara parhiye. ye alfaaz apki shaksiyat k hawale se bilkul sach hain. Agar ap is tarah in hidayat pr amal krte rahe to ye apka aala or azeem shaksiyat me badalne ka ibtdaai qadam hai, is amal ko jari rakhne se ap apni zindagi ko tabdeel krke aala tareen maqam pr pohch skte hain. haan ye bat bi yaad rakhen agar ap ne in hidayat pr amal na kia to ap apni salahiyaton ko bedaar krne ka moqa kho denge or apni zindagi me koi tabdeeli na la skenge. 'Mujh me koi talent nahi hai' 'meri umar kafi ho chuki hai' 'main kbhi b khushqismat nahi raha' meri koi khas taleem nah' khud ko aesa kehne se rokiye, Jab ap aesa kehte hain to apni behtreen tawanai ko zaiyah krdete hain. Apni sha